TILISMI JAWAHRAAT BOOK IN LAHORE
Tilismi Jawahraat book ilm jawahraat ke mauzo par aik aisi kitaab hai jis ke mutalea se aap durust pathar ka istikhraaj khud kar satke hain. naam, waqt aur tareekh paidaiesh ya number, qamri shamsi burj, taalee, disha, adwaar, transit, manzil Qamar waghera har lehaaz se mansoobi javaahiir nikaalte ka tareeq bayan kar diya gaya hai. kon sa pathar kis ungli minpahini pathar kay asal naqal honay, un ki rangat, naaqis javaahiir, zair istemaal ya javaahiir ke baray tafseeli bayan, jawahraat ko taaqat dena, mukhtalif amraaz ka jawahraat ke sehri asraat se ilaaj karna, patharon ke asraat o ehkaam par tafseeli mazameen aur insani zindagi ke masail ke hal ke hawalay se jawahraat ki khususiyaat aur asraat ka baian is kitaab ki ahem batinihi. is se behtareen kitaab jawahraat ke mauzo par aap ny aaj taq nah parhi hogi. (tehreer: Khalid Ishaq Rathore)
4.00/5
1 reviews
Price:
Rs 0,00
Rs 0,00
Contact
CONTACT