-
loading
Ads with pictures

Istri


Top sales list istri

Karachi (Sindh)
Humain aik kaam wali masi ki zaroorat hai jo ghar ka kaam karna janti ho. Kaam mai shamil hai jharoo poncha, dusting, Bartan dhona. Kapray Istri karna, roti pakana waghira. Masi Mulsim ho ya Christian. Masi ki umer saal se zyada na ho. Kaam ka time subah 10 bajay se 2 bajay tak ho ga. Hum sirf do log hain ghar mai. Mai aur meri biwi jo job karti hai. Jis masi ko kaam ki zaroorat ho wo mujhe mere mobile par call kare subah 9 bajay se shaam 5 bajay k darmiyan sirf Peer se jumma tak.
See product
Rawalpindi (Punjab)
Ghar ke kaam kaaj maslan khana pakana, safayee, kapre dhona, istri ke leay gharelo mulazma ki zarurat hai. Behtreen rihaiysh faraham ki jaiyege. Mian biwi ya aurat/larki rabte karay. shanakhati card ke sath zamanat/guarantee ke leay local reference darkar hoga.
Rs 1.500.019.968
See product
Karachi (Sindh)
Mujhe aik maid ki zaroorat hai ghar k kaam k lye. Kaam k waqt subah 10 bajay se dophar 3 bajay tak hoga. Kaam mai Jharoo, poncha, dusting, Kapray Istri karna, bartan dhona, bathroom dhona aur khana pakana shamil hai. Maid ki umer 32-37 saal honi chahye. Hum sirf do log hain. mai aur meri biwi. Meri biwi kaam pe jaati hai aur mai ghar pe hota hun. Lehaza wo maid mujh se rabita kare jo bold ho aur meri maujudgi mai kaam karne k lye raazi ho. Mera ghar Cantt Station k paas hai. Maid saaf suthri honi chahye. Views: 90
See product
Multan (Punjab)
Ab ghar bethy 1 call per electric servics hasil krein........ apne pankhy washing mathine air cooler istri laal pump apne ghar per theek krwayein....... motor rewinding or electric wiring o repairing maslan, auto matic genrator instalation ups instalation cam starter instalation chang over instalation gear switch instalation single o three phase auto ya manual hm se tasalli bakhsh kerwayen............. second hand ashya ki sale & puechazing b ki jati hy, second hand ashya 6 maah ki warranty k sath sale ki jati hy. BEST REGARDS, RAO MOHAMMAD TARIQ. NOTE: ap hmein email or sms b kr skty hn.... Views: 247
See product
Karachi (Sindh)
Humain ghar k kamon k lye aik maid ki zaroorat hai. Kam hain jharoo poncha, dusting, bartan dhona, istri karna, roti pakana waghira shamil hain. Maid ki omar 30-35 sal tak ho jo saaf suthri ho. Kam ka time subah 10 bajay se 2 bajay tak hai. Jis maid ko kam ki zaroorat ho wo mujh se rabita kare.
See product
Karachi (Sindh)
Hamain aik Masi/Maid chahye ghar k kaamon k lye jis mai jahroo poncha, dusting, bartan dhona, istri bhi shamil hai. Kaam k time subah 10 bajay se dophar 2:00 tak ho ga. Maid ki umar zyada se zyada 32 saal tak honi chahye. Saaf suthri honi chahye. Christian maid bhi chale gi. Hum sirf do log hain ghar mai, Mian biwi. Meri biwi job karti hai, mai ghar par hota hun.Jis Masi/Maid ko kaam ki zaroorat ho wo mujh se rabita kare jald us jald.Jinnah hospital k pas ghar hai
See product

Free Classified ads - buy and sell cheap items in Pakistan | CLASF - copyright ©2024 www.clasf.pk.